% \startsong \stitle{phuul gulaab kaa ... laakho.n me.n hazaaro.n me.n ek cheharaa janaab kaa}% \film{Biwi Ho To Aisi}% \year{1988}% \starring{Kader Khan, Bindu, Rekha, Farukh Sheikh, Salman Khan, Asrani}% \singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % phuul gulaab kaa laakho.n me.n hazaaro.n me.n ek cheharaa janaab kaa phuul gulaab kaa \threedots haa.N jho.nke suruur ke aisii taariife.n karanaa siikhe ko_ii huzuur se phuul gulaab kaa \threedots gore gore haatho.n me.n me.nhadii mahakatii hai phuul sii kalaa_ii me.n chuu.Dii khanakatii hai mauje.n janaab kii maathe pe chamakatii bi.ndiyaa hijaab kii phuul gulaab kaa \threedots khushbu_o.n ke saaye me.n kyaa kyaa gul buuTe hai.n prem ra.ng sachchaa hai baakii ra.ng jhuuThe hai.n mausam javaan hai taubaa boluu.n kyaa boluu.n mushkil me.n jaan hai jho.nke suruur ke \threedots thamii.n thamii.n lahare hai.n rukaa rukaa paanii terii merii aa.Nkho.n me.n raat kii kahaanii hai vaadaa bahaar kaa umr bhar gaa_e.nge naGmaa ye pyaar kaa phuul gulaab kaa \threedots % #endindian \endsong