% \startsong \stitle{duniyaa badal rahii hai aa.Nsuu bahaane waale}% \film{Baadal}% \year{1951}% \starring{Premnath, Madhubala, Purnima}% \singer{Lata}% \music{Shankar Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11896 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % duniyaa badal rahii hai aa.Nsuu bahaane waale aa.Nsuu bahaane waale tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le aa.Nsuu bahaane waale ( dil meraa tujh se bole aa.Nsuu banaa le shole ) \-2 ummiid kii kiraN se ye dil kaa daaG dho le in Gam kii aa.Ndhiyo.n me.n man ke diye jalaa le aa.Nsuu bahaane waale tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le aa.Nsuu bahaane waale ( ab duur kar a.ndheraa chamakegaa phir saveraa ) \-2 tujhase nazar milaa kar bhar aayaa dil bhii meraa uja.Dii jawaaniyo.n se biga.Dii ko tuu banaa le aa.Nsuu bahaane waale tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le aa.Nsuu bahaane waale ( tuu bhii to ab badal jaa ye vaqt hai sambhal jaa ) \-2 rokegaa kaun tujhako ek tiir ban ke chal jaa mai.n dil kaa saaz chhe.Duu.N tuu sukh ke giit gaa le aa.Nsuu bahaane waale tuufaan aa.Nsu_o.n kaa palako.n me.n ab chhupaa le aa.Nsuu bahaane waale % #endindian \endsong