% \startsong \stitle{tuu laakho.n me.n hai ek sanam}% \film{Birju Ustad}% \year{1964}% \starring{Sheikh Mukhtar, Chandrashekhar, Vijaya Chaudhary}% \singer{Mukesh}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10942 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % tuu laakho.n me.n hai ek sanam \-2 tujh sii hasiinaa dekhii kabhii naa saare jahaa.N me.n terii qasam haay terii qasam tuu laakho.n me.n \threedots kyuu.N ghuu.NghaT ne Daale ghere kyuu.N baiThe ho nazare.n phere ruuThii ho kyuu.N hamase hasiinaa ( aa_o manaa_e.N ham ) \-2 tuu laakho.n me.n \threedots yaad tumhaarii paas bulaa ke rakh luu.N apane dil me.n chhupaa ke isii bahaane jaan\-e\-tamannaa ( saath raho haradam ) \-2 tuu laakho.n me.n \threedots % #endindian \endsong