% \startsong \stitle{sachamuch mai.n to diivaanaa ho gayaa ... aa.Nkho.n aa.Nkho.n ek hii}% \film{Chehara}% \year{1999?}% \starring{Ayub Khan, Madhu}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sachamuch mai.n to diivaanaa ho gayaa jaane kahaa.n ye dil kho gayaa aa.Nkho.n aa.Nkho.n ek hii cheharaa dha.Dakan dha.Dakan ek hii naam tere sivaa ab is duniyaa me.n aur nahii.n ko_ii mujhako kaam sachamuch mai.n to diivaanii ho ga_ii apanii shuruu kahaanii ho ga_ii haay haay haay aa.Nkho.n aa.Nkho.n \threedots sachamuch mai.n to \threedots aur kisii pe nazar na Thaharii dekhaa hai tujhako jab se haa.n terii muhabbat mil ga_ii mujhako aur mai.n kyaa maa.nguu.n rab se ho bhuul ga_e ham dono.n jahaa.n ko ishq me.n aise chuur hu_e kho ga_e ham to ab yaado.n me.n is duniyaa se duur hu_e sachamuch mai.n to \threedots is dharatii se us ambar tak cheharaa teraa laharaa_e shokh bahaaro.n kaa ye mausam terii hii khushbuu laa_e he dil paagal hai baat na maane kaise isako samajhaa_uu.n kaisaa meraa haal hai yaar kaise tujhako batalaa_uu.n sachamuch mai.n to \threedots % #endindian \endsong