% \startsong \stitle{machal ke jab bhii aa.Nkho.n se chhalak jaate hai.n do aa.Nsuu}% \film{Griha Pravesh}% \year{1979}% \starring{Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore}% \singer{Bhupinder}% \music{Kanu Roy}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: C.S.Sudarshana Bhat or Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: K Vijay Kumar % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % machal ke jab bhI aa.Nkho.n se chhalak jaate hai.n do aa.Nsuu sunaa hai aabashaaro.n ko ba.DI taqaliif hotI hai khudaaraa ab to bujh jaane do is jalatI huI lau ko charaago.n se mazaaro.n ko ba.DI taqaliif hotI hai, machal \threedots kahuu.N kyaa vo ba.DI maasuumiyat se puuchh baiThe hai.n kyaa sachamuch dil ke maaro.n ko ba.DI taqaliif hotI hai machal \threedots tumhaaraa kyaa tumhe.n to raah de dete hai.n kaa.NTe bhI magar ham Kaakazaaro.n ko ba.DI taqaliif hotI hai machal \threedots % #endindian \endsong %