% \startsong \stitle{ai dil itanaa bataa de kyaa yahii pyaar hai}% \film{Deewaane}% \year{2000}% \starring{Ajay Devgan, Urmila Matondkar, Mahima Chaudhary}% \singer{Jaspindar Narula, Mahima Chaudhary/ Hariharan, Ajay Devgan, Urmila Matondkar}% \music{Sanjeev Darshan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % pyaar pyaar pyaar jannat hai khvaabo.n kii duniyaa me.n dil kii har dha.Dakan usakaa naam letii hai usakii aa.Nkho.n me.n jo junuun hai uf do din bas do pal kii tarah guzar ga_e ab bas yahii intazaar hai ki vo phir kab aa_egaa kab aa_egaa vo kab ai dil itanaa bataa de kyaa yahii pyaar hai pyaar hai pyaar hai diivaane mujhe sirf itanaa bataa de karuu.n kyaa kahii.n chain aataa nahii.n ai dil itanaa bataa de \threedots ye dard kyaa hai ye khvaab kyaa hai anjaanii ye pyaas kyaa hai jo dha.Dakano.n kii lau me.n dabaa hai aavaaraa ehasaas kyaa hai jaagii jaagii rahuu.n so_ii so_ii rahuu.n jaane kis baat me.n kho_ii kho_ii rahuu.n ai dil itanaa bataa de \threedots kyaa sochake yuu.n aa.nkhe.n jhukii hai.n naa jaane kaisii hayaa hai madahoshiyo.n me.n bahake kadam hai.n naa jaane kaisaa nashaa hai dekhane jaa_uu.n to aa_iinaa chuum luu.n mastiyo.n me.n kabhii bevajah jhuum luu.n ai dil itanaa bataa de \threedots % %Part 2: % dil ki kisii kone me.n chhuu liyaa hai kisii ne tumhe.n tum tum yahaa.n kyaa kar rahe ho bas dekh rahaa huu.N kyaa chaahate ho mere sivaa ko_ii ye cheharaa kabhii naa dekhe mai.n saarii umr guzaar duu.n in aa.Nkho.n me.n ai dil itanaa bataa de kyaa yahii pyaar hai pyaar hai pyaar hai diivaane mujhe sirf itanaa bataa de mujhe kyuu.n kahii.n chain aataa nahii.n ai dil itanaa bataa de \threedots aataa hai ko_ii khayaalo.n me.n akasar magar usako dekhaa nahii.n hai kabhii saamane jo aa_e mere kahuu.ngaa kyaa sochaa nahii.n hai log kahane lage haa.N diivaanaa huu.N mai.n jo pa.Dhaa jaa_e naa vo fasaanaa huu.N mai.n ai dil itanaa bataa de \threedots ye aashiqii bhii samajhe na ko_ii diivaanii paagal ba.Dii hai kaaTe akele kaTatii nahii.n hai betaab kaisii gha.Dii hai pahale mujhako kabhii aisaa hotaa na thaa merii yaado.n ko ko_ii sa.njotaa na thaa ai dil itanaa bataa de \threedots % #endindian \endsong