% \startsong \stitle{ye samaa.n ye nazaare kho ga_e hai.n}% \film{Dhaai Akshar Prem Ke/ Love is The Only Inspiration}% \year{2000}% \starring{Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor}% \singer{Babul Supriyo, Anuradha Paudwal}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ye samaa.n ye nazaare kho ga_e hai.n ham kasam se tumhaare ho ga_e hai.n rahataa hai dil jaane kahaa.n betaab se ham hai.n yahaa.n zubaa.n pe in labo.n pe bas teraa naam hai begaane is jahaa.n mee.n kyaa hame.n kaam hai ye samaa.n ye nazaare \threedots ajii tumase jabase muhabbat hu_ii hamaarii ajab sii ye haalat hu_ii tumane khataa kii dil luuTane kii tumako milii hai isakii sazaa ye samaa.n ye nazaare \threedots du_aa me.n tumhe.n maa.nganaa aa gayaa hame.n raat bhar jaaganaa aa gayaa sach kah rahe hai.n dard\-e\-jigar kaa hotaa hai dilabar apanaa mazaa ye samaa.n ye nazaare \threedots hame.n baazu_o.n me.n chhupaa lo sanam ye chaahat hai kaisii bataa_o sanam Dar lag rahaa hai madahoshiyo.n me.n ham kar na baiThe.n ko_ii khataa ye samaa.n ye nazaare \threedots % #endindian \endsong