% \startsong \stitle{chaahe laakh karo tum puujaa ... gariibo.n kii suno}% \film{Dus Laakh}% \year{1966}% \starring{Sanjay Khan, Babita, Pran, Helen}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Ravi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10687 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chaahe laakh karo tum puujaa tiirath karo hazaar diin\-dukhii ko Thukaraayaa to sab\-kuchh hai bekaar gariibo.n kii suno vo tumhaarii sunegaa \-2 tum ek paisaa doge vo das laakh degaa do \: gariibo.n kii suno \threedots ra \: bhuukh lage to ye bachche aa.Nsuu pii kar rah jaate hai.n haay gariibo.n kii majabuurii kyaa\-kyaa ye sah jaate hai.n ye bachapan ke din hai.n gha.Dii khelane kii aa \: umar ye nahii.n aise dukh jhelane kii ra \: taras khaa_o inape ai aulaad vaalo.n uThaa lo inhe.n bhii gale se lagaa lo aa \: uThaa lo inhe.n bhii gale se lagaa lo ra \: murajhaa_e naa phuul kahii.n ye aa.Ndhii aur barasaat me.n do \: gariibo.n kii suno \threedots aa \: badaqismat biimaar ye buu.Dhaa qadam\-qadam par girataa hai phir bhii in bachcho.n kii Kaatir haath pasaare phirataa hai ra \: kahii.n inakaa ye saath naa chhuuT jaa_e aa \: anaatho.n kii ye aas bhii TuuT jaa_e ra \: kahaa.N jaa_e.Nge ye muqaddar ke maare ye bujhate di_e TimaTimaate sitaare aa \: ye bujhate di_e TimaTimaate sitaare ra \: in beghar bechaaro.n kii qismat hai tumhaare haath me.n do \: gariibo.n kii suno \threedots % #endindian \endsong