% \startsong \stitle{kah duu.N tumhe.n yaa chup rahuu.N}% \film{Deewaar}% \year{1975}% \starring{Amitabh Bachchan, Parveen Babi, Shashi Kapoor, Neetu Singh, Nirupa Roy, Iftikhar}% \singer{Kishor, Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10761 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ki \: kah duu.N tumhe.n aa \: haa.N ki \: yaa chup rahuu.N aa \: naa ki \: dil me.n mere aaj kyaa hai aa \: kyaa hai ki \: kah duu.N tumhe.n yaa chup rahuu.N dil me.n mere aaj kyaa hai jo bolo to jaanuu.N guruu tumako maanuu.N chalo ye bhii vaadaa hai aa \: achchhaa ki \: kah duu.N tumhe.n \threedots aa \: sochaa hai tumane ki chalate hii jaa_e.N taaro.n se aage ko_ii duniyaa basaa_e.N Thiik hai ki \: a.nhaa.N aa \; to tum bataa_o ki \: bataa_uu.N aa \: haa.N ki \: sochaa ye hai ki tumhe.n rastaa bhulaa_e.N suunii jagah pe kahii.n chhe.De.n sataa_e.N aa \: haay re naa naa ye naa karanaa are nahii.n re nahii.n re nahii.n re nahii.n re nahii.n nahii.n ki \: kah duu.N tumhe.n \threedots aa \: sochaa hai tumane ki kuchh gunagunaa_e.N mastii me.n jhuume.n zaraa dhuume.n machaa_e.N ab Thiik hai ki \: u huu.N aa \; to tum bataa_o naa ki \: bataa_uu.N aa \: haa.N ki \: sochaa ye hai ki tumhe.n nazadiik laa_e.N phuulo.n se ho.nTho.n kii laalii churaa_e.N aa \: haay re naa naa \-2 ye naa karanaa are nahii.n re nahii.n re nahii.n re nahii.n re nahii.n nahii.n ki \: kah duu.N tumhe.n \threedots % #endindian \endsong