% \startsong \stitle{ye Kushii kaa samaa.N zindagii hai jawaa.N}% \film{Diwaali Ki Raat}% \year{1956}% \starring{Talat Mahmood, Roopmala, Shashikala}% \singer{Talat}% \music{Snehal Bhatkar}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12078 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com % \printtitle #indian % ye Kushii kaa samaa.N zindagii hai jawaa.N aa nigaahe.n milaa ke to dekh kah rahii hai fizaa do gha.Dii musakaraa dil kii duniyaa basaa ke to dekh ( mausam nayaa aa gayaa le kar fasaane naye ) \-2 kahatii hai ye beKudii gaa le taraane naye ( aa.Nho.n se mastii luTaa dil ko machalanaa sikhaa ) \-2 dil kii Kushii ke liye duniyaa ko tuu bhuul jaa ye Kushii kaa samaa.N zindagii hai jawaa.N aa nigaahe.n milaa ke to dekh kah rahii hai fizaa do gha.Dii musakaraa dil kii duniyaa basaa ke to dekh ( ulfat kii raaho.n me.n aa daaman ko ra.ngii.n banaa ) \-2 dil ke jahaa.N ko badal apanaa muqaddar jagaa ye Kushii kaa samaa.N zindagii hai jawaa.N aa nigaahe.n milaa ke to dekh kah rahii hai fizaa do gha.Dii musakaraa dil kii duniyaa basaa ke to dekh % #endindian \endsong