% \startsong \stitle{aapan jiiwan darapan nyaaraa}% \film{Doctor}% \year{1941}% \starring{Pankaj Mullick, Ahinda Choudhary, Amar Mallick, Jyoti Prakash}% \singer{Ila Ghosh}% \music{Pankaj Mullick}% \lyrics{}% % % First post (non-ITRANS): Veena S Nayak (vnayak "at" acsu.buffalo.edu) % Date: May 28, 1998 % % second post and ITRANSization: % Contributor: BOL ANAMOL #11992 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % aapan jiiwan darapan nyaaraa \-2 isame.n samaayaa ruup tihaaraa aapan jiiwan darapan nyaaraa aapan jiiwan jag kii sewaa jiiwan\-rakashaa ( jag kii sewaa jiiwan\-rakashaa karmaa tumhaare dharm hamaaraa ) \-2 rogii man ko tumharii aashaa jiiwan\-jal kaa tumahii se dhaaraa man me.n samaayaa ruup tihaaraa aapan jiiwan darapan nyaaraa andhii aa.Nkh ko tumhaaraa darasan dukh\-badarii me.n chamakataa taaraa aa haa bhakt ko bhii apanaa saa banaa do \-2 haath ho.n mere kaam tumahaaraa man me.n samaayaa ruup tihaaraa aapan jiiwan darapan nyaaraa \-2 % #endindian \endsong