% \startsong \stitle{jab dil churaa_e ko_ii ... dil sochataa hai aur rotaa hai zaar zaar}% \film{Gunaah}% \year{2002}% \starring{Dino Maria, Bipasha Basu}% \singer{Alka Yagnik, Babul Supriyo}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Praveen Bhardwaj}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jab dil churaa_e ko_ii apanaa banaa_e ko_ii sapane dikhaa_e aur ho jaa_e phir judaa chaahat ke sab afasaane dil jinako sach hii maane banake vo rah jaate hai.n ik anasunii sadaa o kyuu.N dekhe hamane chaahat ke sapane dil sochataa hai aur rotaa hai zaar zaar jab dil churaa_e \threedots ye duuriyaa.N dil kii majabuuriyaa.N dil kii sach hai magar phir bhii maane naa dil meraa bhiigii sii aa.Nkho.n me.n suunii sii raaho.n me.n ham le chale hai.n kitanii yaado.n kaa kaaravaa.N ho ab man hii man me.n diivaanepan me.n dil sochataa hai aur rotaa hai zaar zaar jab dil churaa_e \threedots dil me.n tamannaa hai dil me.n iraade hai.n khvaabo.n ke mele lekar jaa_e.N bhii to kahaa.N kuchh tum na kah sake kuchh ham na kah sake jaane kyuu.N ho jaatii hai khaamosh ye zubaa.n ho kyaa dil ko ho gayaa hai kyaa dil kaa kho gayaa hai dil sochataa hai aur rotaa hai zaar zaar jab dil churaa_e \threedots % #endindian \endsong