% \startsong \stitle{ghar tere aa_uu.ngii dulhan banake ... puure karuu.ngii aramaan dil ke}% \film{Ghar Sansaar}% \year{1986}% \starring{Jeetendra, Sridevi, Kader Khan, Shriram Laagoo, Ranjeet, Sulochana}% \singer{Asha}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ghar tere aa_uu.ngii dulhan banake naachuu.ngii garabaa lagaa_uu.ngii garavaa puure karuu.ngii aramaan dil ke ghar tere aa_uu.ngii \threedots ho sadaa rahuu.ngii tere paas ra.ngiilaa re raajaa dono.n mil khele.nge raas mauj maje se kaT jaa_e.nge tere sa.ng baaraho.n maas laTake hai.n garabe ke pyaare ruup javaanii tere saath hai par jhaTakane vaalii lavaanii me.n suurat hai ki kuchh nahii.n raahataa maajhii dharii kashaalaa jaa_uu.n mii paDharapurii par Dhol vaale bhaa.nga.De me.n sunate hai.n ki aur kuchh hii baat hai to baadashaahii ghar tere aa_uu.ngii \threedots na sa.ng teraa na_ii chho.Danaa tere piichhe pa.D ga_ii aa.n ve tere naal maahii ve saaDDii akhyaa.n la.D ge_iiyaa.n ve chaachaa de chika.Dii merii chhaatii sendaa rii maike na_ii rainaa maa.n nu.D karadii ai ve sa.ng ba.ngaalan maarab Dan chaahe tuu bane madraasan are har ek ruup pyaarii lage tuu tuu hai merii zindagaanii bheSh ko_ii bhii badale tuu ( meraa man hai hindustaanii ) \-2 % #endindian \endsong