% \startsong \stitle{aadhe idhar hai.n aadhe udhar}% \film{Ghar Ghar Mein Diwaali}% \year{1955}% \starring{Gajanan Jagirdar, Shyama, Sajjan, Manorama}% \singer{Mukesh}% \music{Roshan}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11430 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % aadhe idhar hai.n aadhe udhar yah hazarat\-e\-dil hai.n na jaane kidhar unako Kabar hai na hamako Kabar yah hazarat\-e\-dil \threedots zulfo.n kii galiyo.n me.n kho_e kabhii palako.n kii chhaa.Nv me.n so_e kabhii Dhuu.NDhe.n to Dhuu.NDhe.n dil ko kahaa.N ki aisii lagii hai kisii kii nazar yah hazarat\-e\-dil \threedots unakii nazar kaa ishaaraa milaa kuchh apane junuu.N kaa sahaaraa milaa kahate hu_e yah miyaa.N majanuu.N chale ki jab se milii hai nazar se nazar yah hazarat\-e\-dil \threedots % #endindian \endsong