% \startsong \stitle{meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa}% \film{Kora Kaagaz}% \year{1974}% \starring{Chetan Anand, Jaya Bhaduri}% \singer{Kishore}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{M G Hashmat}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian KG (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Venkatasubramanian KG (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % meraa jiivan koraa kaagaz koraa hii rah gayaa jo likhaa thaa jo likhaa thaa aa.Nsuo.n ke sa.ng bah gayaa meraa jiivan \threedots (ik havaa kaa jho.nkaa aayaa) \- (2) TuuTaa Daalii se phuul \- (2) naa pavan kii naa chaman kii kisakii hai ye bhuul \- (2) kho gaI \- (2) khushabuu havaa me.n kuchh na rah gayaa meraa jiivan \threedots (u.Date pa.nchhii kaa Thikaanaa) \- (2) meraa na koii jahaa.N \- (2) naa Dagar hai naa khabar hai jaanaa hai mujhako kahaa.N \- (2) ban ke sapanaa \- (2) hamasafar kaa saath rah gayaa meraa jiivan \threedots dukh ke andar sukh kii jyotii dukh hii sukh kaa GYaan \- (2) dard sah ke janm letaa har koii inasaan \- (2) vo sukhii hai \- (2) jo khushii se dard sah gayaa meraa jiivan \threedots % #endindian \endsong %