% \startsong \stitle{aavaaraa ai mere dil}% \film{Raat Aur Din}% \year{1967}% \starring{Nargis, Pradeep Kumar, Feroz Khan}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Surajit A. Bose % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 03/30/1997 % \printtitle #indian % aavaaraa ai mere dil jaane kahaa.N hai terii ma.nzil aavaaraa ai mere dil viiraano.n me.n, saharaao.n me.n aatii jaatii in raaho.n me.n tere ishaaro.n par naachii mai.n jiivan bhar aavaaraa \threedots ab to batalaa, ai dil mere baakii hai.n ab kitane phere ab to ruke ye safar, meraa bhii ho koii ghar aavaaraa \threedots raat aur din ke ye do chahare kaun hai apanaa, ye to kah de mai.n kaun huu.N mai.n kyaa huu.N sach huu.N yaa saayaa huu.N aavaaraa \threedots % % Faster version with dance beats.. % mukhaDa, 1st stanza & 3rd stanza same as above % 2nd stanza ... % kaise kaise tuufaa.N aaye bijalii chamkii, baadal chhaaye, par naa ruke ham tum, par naa jhuke ham tum aavaaraa \threedots % #endindian \endsong %