% \startsong \stitle{o mere ##daddy## ye kab hu_aa thaa ... o mere biTu_aa}% \film{Hum Tum Pe Marte Hain}% \year{1999}% \starring{Govinda, Urmila Matondkar, Anupam Kher}% \singer{Udit Narayan, Hariharan}% \music{Uttam Singh}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % o mere ##daddy## ye kab hu_aa thaa kaise hu_aa thaa bhalaa hoy ##mummy## ko tumane kaise paTaayaa ye to bataa do zaraa o tumako bataa duu.N baat ye kaise dil kaa hai ye maamalaa hoy o mere ##daddy## \threedots kuchh to kaho dil kaa haal puuchho na aise savaal ko_ii ishaaraa karo chup se guzaaraa karo kaise hu_ii thii mulaakaat huu.n mulaakaat us din hu_ii thii barasaat are baato.n me.n terii mai.n aa gayaa kyaa chaalaak hai tuu ba.Daa hoy o mere ##daddy## \threedots ham bhii kabhii the javaa.n chhe.Do to vo daastaa.n tumase ye sab kyuu.n kahuu.n kyaa mai.n ko_ii gair huu.N pahalii nazar kaa thaa pyaar ##daddy please please## tho.Daa karo i.ntazaar kaagaz pe likh luu.n mai.n ye fasaanaa mere bhii kaam aa_egaa hoy kaise hu_aa thaa milan are mat puuchh bhaa_ii karane pa.De sau jatan pahalii puraanii ko_ii baat haa.n haa.n ##picture## ga_e the ham saath kyaa thaa us ##picture## kaa naam naam thaa joruu kaa gulaam are terii ##mummy## merii joruu banii mai.n ban gayaa usakaa gulaam hoy % %Part 2: % o mere biTu_aa ye kab hu_aa thaa kaise hu_aa thaa bhalaa hoy merii bahuu ko kaise paTaayaa ye to bataa do zaraa o mere ##daddy## kaise bataa duu.N dil kaa hai ye maamalaa haay % #endindian \endsong