% \startsong \stitle{jaa rahe ho tum kahaa.n jaa_oge ... khatare ba.De hai.n raaho.n me.n}% \film{Hum Tum Pe Marte Hain}% \year{1999}% \starring{Govinda, Urmila Matondkar, Anupam Kher}% \singer{Udit Narayan, Shobha Joshi, Chorus}% \music{Uttam Singh}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jaa rahe ho tum kahaa.n jaa_oge lauT kar vaapas yahaa.n aa_oge khatare ba.De hai.n raaho.n me.n bas jaa_o merii baaho.n me.n kyaa aanaa jaanaa haa.n jaa rahe ho tum \threedots jab tak haa.N kii jha.nDii nahii.n jhukegii usase pahale gaa.Dii nahii.n rukegii za.njiir khii.nch lo tum yaa aa.Nkhe.n mii.nch lo tum khatare ba.De hai.n \threedots baiTho tumako palako.n pe ham biThaa le.n Thaharo tumako siine se ham lagaa le.n sabakii nazar hai tum par lagataa nahii.n tumhe.n Dar khatare ba.De hai.n \threedots ai halo re halo tum ye samajhe tum duur jaa rahe ho lekin tum to mere paas aa rahe ho mujh par yakii.n nahii.n to khud apane dil se puuchho khatare ba.De hai.n \threedots % #endindian \endsong