% \startsong \stitle{suno jaanaa.N mere pahaluu se mat jaanaa}% \film{Hum Sab Ustad Hain}% \year{1965}% \starring{Kishor Kumar, Dara Singh, ,Sheikh Mukhtar, Ameeta, Bela Bose}% \singer{Kishor}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10984 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % suno jaanaa.N suno jaanaa.N mere pahaluu se mat jaanaa agar jaanaa to yuu.N jaanaa judaa sar tan se kar jaanaa suno jaanaa.N \threedots ye cheharaa kyuu.N chhupaa_e ho ye daaman kyo.n bachaa_e ho zaraa baiTho chale jaanaa ka_ii din me.n to aa_e ho tum ik ra.ngiin dhokhaa ho nahii.n maaluum kyaa\-kyaa ho tumhe.n takaliif to hogii gha.Dii bhar ko Thahar jaanaa suno jaanaa.N \threedots nigaah\-e\-naaz kii baate.n javaa.N\-a.ndaaz kii baate.n abhii to tumase karanii hai.n bahut sii raaz kii baate.n abhii se bevafaa_ii hai duhaa_ii hai duhaa_ii hai mere paas aa_o pahale phir jidhar chaaho udhar jaanaa suno jaanaa.N \threedots ye aaKir kaisaa vaadaa hai kaho ab kyaa iraadaa hai mujhe dil de ke dil le lo saudaa siidhaa\-saadaa hai tumhe.n pahachaanane vaale nahii.n yuu.N maanane vaale kahii.n tum baato.n\-baato.n me.n na apanaa kaam kar jaanaa suno jaanaa.N \threedots % #endindian \endsong