% \startsong \stitle{raato.n ko raato.n ko nii.nd nahii aatii hai}% \film{Ittefaq}% \year{2001}% \starring{Sunil Shetty, Puja Batra, Anupama Verma}% \singer{Abhijit, Poornima}% \music{Dilip Sen Sameer Sen}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % raato.n ko raato.n ko nii.nd nahii aatii hai shaam savere terii yaad sataatii hai jab merii aa.Nkho.n se duur tuu jaatii hai sach kahataa huu.N merii jaan chalii jaatii hai raato.n ko raato.n ko \threedots jab merii aa.Nkho.n se duur tuu jaataa hai sach kahataa huu.N \threedots maime pyaar kiyaa hai ikaraar kiyaa hai i.ntazaar kiyaa hai aitabaar kiyaa hai tere khyaalo.n me.n jaanam ab to jiitii maratii huu.N tere naam ko leke saajan pal pal aahe.n bharatii huu.N kaise samajhaa_uu.n mai.n tuu merii jaan\-e\-jaa.n khvaabo.n me.n aa ke mujhe roz ta.Dapaatii hai raato.n ko raato.n ko \threedots o zaraa thaam dilabar mujhe hosh nahii.n hai hai ye pyaar kaa nashaa meraa doSh nahii.n hai ko_ii nahii.n hai raaho.n me.n duur talak tanhaa_ii hai ba.De dino.n ke baad sanam gha.Dii milan kii aa_ii hai saa.Nso.n se jo terii khushbuu laharaatii hai vo merii saa.Nso.n ko aake mahakaatii hai raato.n ko raato.n ko \threedots % #endindian \endsong