% \startsong \stitle{aa.Nkho.n me.n palii palako.n pe chalii ... jab tuu muskaraatii hai}% \film{Insaaf Ki Devi}% \year{1991}% \starring{Jeetendra, Rekha, Neeraj, Upasana Singh, Yograj, Shakti, Kader, Sudha Chandran}% \singer{Alka Yagnik, Kumar Sanu}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa.Nkho.n me.n palii palako.n pe chalii jug jug jiye o merii laaDalii aa.Nkho.n me.n palii \threedots jab tuu muskaraatii hai zi.ndagii ba.Dh jaatii hai kaa.NTaa bhii naa chubhane paa_e merii kalii aa.Nkho.n me.n palii \threedots ho naa udaas kabhii ye khilataa cheharaa tum par hai merii mamataa kaa paharaa aa.Nchal me.n biThaa le jaa_uu.N jaa_e tuu jis galii aa.Nkho.n me.n palii \threedots terii khaatir mai.n kuchh bhii kar jaa_uu.N insaan to insaan mai.n rab se la.D jaa_uu.N tere saa.Nso.n se jiivan kii ye za.njiir baa.ndh lii aa.Nkho.n me.n palii \threedots kismat ne puuchhaa duu.N tujhako kyaa yaa hiire motii yaa uu.Nchaa darjaa hamane sab kuchh chho.D ke tujh sii gu.Diyaa maa.ng lii aa.Nkho.n me.n palii \threedots ab suuraj din me.n chamake naa chamake raato.n ko chandaa nikale naa nikale terii yaado.n kii man me.n jot hai jalii aa.Nkho.n me.n palii \threedots % #endindian \endsong