% \startsong \stitle{are baapuu maataa rii ... soNii sii dulhaniyaa kaa}% \film{Jis Desh Mein Gangaa Rehtaa Hai}% \year{2000}% \starring{Govinda, Sonali Bendre, Rinki Khanna}% \singer{Atul Kale}% \music{Anand Raj Anand}% \lyrics{Dev Kohli, Pravin Bhardwaj}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % are baapuu maataa rii koTamaarii tuumbaa are soNii sii dulhaniyaa kaa mil gayaa chummaa are baapuu \threedots chal gayaa chakkar mil ga_ii kuNDalii baat ho ga_ii pakkii saare shahar me.n ho gayaa hallaa ga.ngaaraam hai ##lucky## are chal gayaa bahuu aisii milii aa_y haa_y are bahuu aisii milii khush ho ga_ii merii ammaa are baapuu \threedots hai gaal gulaabii baal reshamii hai malamal kii gu.Diyaa sach maano to mil ga_ii mujh ko ik sone kii chi.Diyaa are merii to nikal pa.Dii haa_y haa_y nikal pa.Dii re merii to nikal pa.Dii baj gayaa tumbaa are baapuu \threedots are laTak maTak ke pahuu.Nchaa aakhir phir mai.n bhii prem nagariyaa maar de us pe prem ke chhii.nTe merii prem gagariyaa tuu hii merii urvashii hai tuu hii merii rambhaa are baapuu \threedots % #endindian \endsong