% \startsong \stitle{diivaane ho ke ham milane lage}% \film{Jaan (Non-Film)}% \year{2000}% \starring{}% \singer{Sonu Nigam}% \music{Nikhil Vinay}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % diivaane ho ke ham milane lage sanam jab se ju.De hai.n silasile aa.Nkho.n se ruuTh kar nii.nde.n chalii ga_ii.n naa jaane kaise gul khile naa jaane kaise pyaar hu_aa na jaane kab ikaraar hu_aa ke apanii baat ban ga_ii diivaane ho ke ham \threedots dha.Dakataa hai dil tumhaare li_e ai husn\-e\-jaa.n zaraa sochi_e haa.n ye kyaa dillagii ye kyaa hai sitam aa_e abhii abhii chal di_e miTe.nge kaise ye faasale diivaane ho ke ham \threedots muqaddar meraa sa.nvar jaane do dil jo kahe vo kar jaane do ho merii baaho.n me.n chale aa_o tum had se mujhe guzar jaane do ke aa_o lagaa luu.n tumako gale diivaane ho ke ham \threedots % #endindian \endsong