% \startsong \stitle{mausam kii tarah tum bhii badal to na jaa_oge}% \film{Jaanwar}% \year{1999}% \starring{Akshay Kumar, Karisma Kapoor}% \singer{Manhar Udhas, Alka Yagnik, Chorus}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % duniyaa kii tarah rasmo.n kii tarah vaado.n kii tarah kasamo.n kii tarah mausam kii tarah tum bhii badal to na jaa_oge duniyaa badalatii hai mausam badalate hai.n lekin mere dil ko badal nahii.n paa_oge mausam kii tarah \threedots aasamaano.n ke aage tumane vaadaa kiyaa hai dil ke badale me.n maine pyaar tumako diyaa hai dharatii kii ambar kii kasam mujhako hai tere sar kii kasam nazare.n badalatii hai.n sapane badalate hai.n lekin merii dha.Dakan ko tum dha.Dakaa_oge mausam kii tarah \threedots merii pahalii tamannaa aakharii pyaar ho tum ruuh me.n bas ga_e ho mere diladaar ho tum aise hii tumhe.n chaahuu.ngaa mai.n tumhe.n dulhan bhii banaa_uu.ngaa mai.n sahare badalate hai.n khushbuu badalatii hai pal pal merii saa.Nso.n ko tum mahakaa_oge mausam kii tarah \threedots tumane dhokhaa diyaa to kuchh bhii kar jaa_uu.ngii mai.n tum judaa jo hu_e to dekho mar jaa_uu.ngii mai.n merii ma.nzil terii raaho.n me.n hai merii jannat terii baaho.n me.n hai raahii badalate hai.n raste badalate hai.n mai.n dau.D ke aa_uu.Ngaa jo mujhako bulaa_oge mausam kii tarah \threedots % #endindian \endsong