% \startsong \stitle{pyaar pyaar karate karate tum pe marate marate dil de diyaa}% \film{Judaai}% \year{1997}% \starring{Anil Kapoor, Sridevi, Urmila Matondkar}% \singer{Abhijit, Alka Yagnik, Sapana}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pyaar pyaar karate karate tum pe marate marate dil de diyaa haa.N dil de diyaa uu_ii baabaa bababaa aa_ii baabaa aa banaa ke Kvaab tumako dekhatii rahuu.n chaahato.n kii aarazuu me.n Duubatii rahuu.n chuum le mere labo.n ko mujhako thaam le dekh jaan\-e\-man diivaanaa ho gayaa huu.N mai.n reshamii in gesu_o.n me.n kho gayaa huu.N mai.n aahe.n bharate bharate tum pe marate marate dil de diyaa haa.N dil de diyaa yaa yaa maine sab paa liyaa pyaar pyaar karate karate \threedots na ko_ii aramaan hai na ko_ii pyaas hai bas terii tasviir aa.Nkho.n me samaa_ii hai maine jo maa.ngii du_aa vo paa_ii hai mai.n terii baaho.n me.n aa_uu.n ki vahaa.n jaa_uu.n soch me.n Duubaa huu.N jaanaa.n mai.n kahaa.n jaa_uu.n yaaraa Darate Darate tum pe marate marate dil de diyaa haa.N dil de diyaa pyaar pyaar karate karate \threedots % #endindian \endsong