% \startsong \stitle{jaaduugar ... mai.n jaaduugar hai meraa naam gogaa}% \film{Jaadugar}% \year{1989}% \starring{Amitabh Bachchan, Jayaprada, Aditya Pancholi, Pran, Amrish Puri, Raza Murad}% \singer{Kumar Sanu, Chorus}% \music{Kalyanji Anandji}% \lyrics{Prakash Mehra, Anjaan}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jaaduugar jaaduugar jaaduugar gogaa gogaa mai.n jaaduugar hai meraa naam gogaa haa.N mujh jaisaa nahii.n ko_ii hogaa \-2 aapake shahar me.n hai pahalaa tamaashaa meraa dekhakar boli_e hai mere baare me.n aapakii raay kyaa mai.n jaaduugar jaaduugar hai meraa naam \threedots are jo mai.n huu.N aap samajhe nahii.n jo aap samajhe hai.n vo mai.n nahii.n jo aap dekhe.nge nazaro.n kaa dhokhaa tamaashaa hai vo haatho.n kaa mai.n jaaduugar jaaduugar hai meraa naam \threedots hu_aa nahii.n hogaa nahii.n ko_ii aisaa jaaduugar jaisaa jaaduugar hai gogaa gogaa jaaduugar \-4 husn kii mahafile.n mai.n sajaa duu.N yahaa.N aa aa aasamaa.n se parii mai.n bulaa duu.N yahaa.N dekhi_e kyaa karishme.n dikhaataa huu.N mai.n kaise lailaa ko majanuu.n banaataa huu.N mai.n jo aap dekhe.nge nazaro.n \threedots aisii za.njiir ab tak banii hii nahii.n baa.Ndh le jo mujhe rok le jo kahii.n to.Dakar saarii za.njiir dikhalaa_uu.Ngaa band taalo.n se baahar nikal aa_uu.Ngaa pal bhar me.n hogaa yaqii.n aapako jaan\-e\-man merii in baato.n kaa mai.n jaaduugar jaaduugar hai meraa naam \threedots merii aavaaz sunakar mujhe Dhuu.NDhi_e mai.n kahaa.N huu.N kidhar huu.N zaraa dekhi_e mai.n abhii thaa vahaa.N mai.n abhii huu.N yahaa.N hai jagah kaun sii nahii.n huu.N mai.n jahaa.N yaaro.n mai.n kaise yahaa.N se vahaa.N vahaa.N se yahaa.N aa gayaa mai.n jaaduugar jaaduugar hai meraa naam \threedots ( tuu jaaduugar teraa naam gogaa tujh jaisaa nahii.n ko_ii hogaa \-2 hu_aa nahii.n hogaa aisaa ko_ii jaaduugar jaisaa jaaduugar hai gogaa gogaa \-2 ) \-2 % #endindian \endsong