% \startsong \stitle{ko_ii pattaa bhii hilaa ... khii.nch laayaa hai teraa pyaar chale aa_e hai.n}% \film{Janam Janam}% \year{1988}% \starring{Rishi Kapoor, Danny, Amrish Puri, Jagdeep, Seema Deo, Aruna Irani}% \singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ho chhal chhal chhalake in aa.Nkho.n kii gagariyaa ye zaalim javaanii ta.Dapaa_e malamal kii ye halkii chunariyaa ki jitanaa sa.nbhaaluu.n gir jaa_e ho chhal chhal chhalake \threedots apane hii cha.nchal man ko kosuu.n kaahe ko nikalii thii bajariyaa kisane nazariyaa ke tiir chalaa_e chhalanii ho ga_ii morii chunariyaa morii chunariyaa dekho re sakhii kahii.n bhaag na jaa_e mohe karake vo zakhmii haay chhal chhal he chhal chhal \threedots ai ruk ek madhuban kii hiraniyaa kanhaiyaa torii nagarii me.n aa_e ek jhalak bas daras dikhaa de kaahe chunarii me.n mukha.Daa chhipaa_e ai ruk ek madhuban kii \threedots apanaa bhii dil prem diivaanaa tumaraa akelaa doSh nahii.n aayaa kahaa.n se jaanaa kahaa.n hai itanaa bhii ab to hosh nahii.n toharii nagariyaa kii ulajhii Dagariyaa ho jaise joganiyaa ho laT ulajhaa_e ruk ruk he ruk ruk \threedots o dharatii chale aakaash ko chhuune leke uThe jab a.nga.Daa_ii par kitanaa hai bholaa tuu paradesiyaa torii akal pe mai.n sharamaa_ii hote hai.n javaanii ke din aise jaise chi.Diyaa ke par lag jaa_e.n chhal chhal \threedots % #endindian \endsong