% \startsong \stitle{ko_ii pattaa bhii hilaa ... khii.nch laayaa hai teraa pyaar chale aa_e hai.n}% \film{Janam Janam}% \year{1988}% \starring{Rishi Kapoor, Danny, Amrish Puri, Jagdeep, Seema Deo, Aruna Irani}% \singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ko_ii pattaa bhii hilaa to ye samajhaa ke tuu hai shaayad yuu.n terii raaho.n me.n aa.Nkho.n ko bichhaa rakhaa hai zulm duniyaa ke sahe mu.nh se magar uf na kiyaa yuu.n tere pyaar ko siine me.n chhipaa rakhaa hai khii.nch laayaa hai teraa pyaar chale aa_e hai.n to.D ke duniyaa kii diivaar chale aa_e hai.n khii.nch laayaa hai \threedots zi.ndagii ab terii chaahat ke sivaa kuchh bhii nahii.n terii puujaa muhabbat ke sivaa kuchh bhii nahii.n aaj karane yahii ikaraar chale aa_e hai.n khii.nch laayaa hai \threedots umr jitanii bhii hai baakii terii chaahat me.n kaTe tere chehare se nazar pyaar kii ik pal naa haTe ham terii duniyaa me.n ai yaar chale aa_e hai.n khii.nch laayaa hai \threedots rok le jo hamako aisaa ko_ii tuufaan nahii.n pyaar kii duniyaa miTaanaa ko_ii aasaan nahii.n ham naa maane.nge kabhii haar chale aa_e hai.n khii.nch laayaa hai \threedots % #endindian \endsong