% \startsong \stitle{chaahe kitanii kaThin Dagar ho}% \film{Jeet}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Dev Anand}% \singer{Suraiya, Shankar Dasgupta}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12524 [V S Rawat], 10/02/2004 % % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % sha \: ya kahii do \: ( chaahe kitanii kaThin Dagar ho ham qadam ba.Dhaate jaaye.nge qadam ba.Dhaate ha.Nsate\-gaate dhuum machaate jaaye.nge ) \-2 chaahe kitanii kaThin Dagar ho su \: jis path par tum charan dharoge \-2 apane nain bichhaa_uu.Ngii ( tumare path ke kaa.NTo.n ko] palako.n se uThaatii jaa_uu.Ngii ) \-2 jab lag praan rahe.nge \-2 do \: ek\-duuje kaa saath nibhaaye.nge qadam ba.Dhaate jaaye.nge qadam ba.Dhaate ha.Nsate\-gaate dhuum machaate jaaye.nge chaahe kitanii kaThin Dagar ho sha \: is dukhiyaare jag me.n tum hii nainan kaa ujiyaaraa ho ( suune\-lambe jiiwan\-path kaa tum hii ek sahaaraa ho ) \-2 tum sa.ng ho to paa.Nv mere kabhii na Thokar khaaye.nge do \: qadam ba.Dhaate jaaye.nge qadam ba.Dhaate ha.Nsate\-gaate dhuum machaate jaaye.nge chaahe kitanii kaThin Dagar ho su \: ( hamako mil kar is dukhiyaare jag ko swarg banaanaa hai ) \-2 ( sab apane hai.n sabako maanawataa kaa pyaar sikhaanaa hai ) \-2 sha \: jo sabako ujiyaaraa de su \: jo sabako ujiyaaraa de do \: ek aisii jyot jalaaye.nge qadam ba.Dhaate jaaye.nge qadam ba.Dhaate ha.Nsate\-gaate dhuum machaate jaaye.nge chaahe kitanii kaThin Dagar ho % #endindian \endsong %