% \startsong \stitle{kaam karo ... aavo apanaa jiivan badale.n ... kyo.n dukh jhelo}% \film{Jeet}% \year{1949}% \starring{Suraiya, Dev Anand}% \singer{Suraiya, Vinod?, Chorus/ Geeta Roy, Vinod, Chorus}% \music{Shyam Babu Pathak}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12525 [V S Rawat], 10/02/2004 % % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ko \: ( kaam karo bha_ii kaam karo tum jag me.n apanaa naam karo ) \-2 su \: aavo apanaa jiivan badale.n badal rahaa sa.nsaar \-2 na ko_ii bekaar rahe aur na ko_ii laachaar \-2 ko \: ( kaam karo bha_ii kaam karo tum jag me.n apanaa naam karo ) \-2 ##Male Voice## \: kaam hai apanii shaktii bha_iyaa kaam hai apanii bhaktii \-2 isake bal pe apanii biga.Dii qisamat hai ban sakatii \-2 ko \: ( kaam karo bha_ii kaam karo tum jag me.n apanaa naam karo ) \-2 su \: riit puraanii chho.Do\-chho.Do jhuuThe ba.ndhan to.Do \-2 naye samay se naye jagat se apanaa naataa jo.Do \-2 ko \: ( kaam karo bha_ii kaam karo tum jag me.n apanaa naam karo ) \-2 su ##Male Voice## \: aavo ek ho jaaye.n ham aapas ke bhed miTaaye.n \-2 Gair nahii.n hai ko_ii ghar\-ghar ye sa.ndesh sunaaye.n ko \: ( kaam karo bha_ii kaam karo tum jag me.n apanaa naam karo ) \-2 ##PART II## ko \: ( kaam karo bha_ii kaam karo jag me.n apanaa naam karo ) \-2 gii \: kyuu.N din\-raat ho mehanat karate aur phir bhii ho tum bhuukho.n marate kyuu.N dukh jhelo praan ga.Nwaavo \-2 aavo merii sharan me.n aavo aavo aavo kyuu.N dukh jhelo praan ga.Nwaavo \-2 aavo merii sharan me.n aavo aavo aavo ( tum jo kaam karo baraso.n me.n mai.n kar sakatii huu.N minaTo.n me.n ) \-2 mujhako puujo usako puujo to dukh paavo mujhako puujo to sukh paavo aavo merii sharan me.n aavo aavo aavo vi \: ( o devii puujaa ko terii chahiye dhan\-daulat kii Dherii ) \-2 ko \: ( sonaa\-chaa.Ndii kahaa.N se laaye.n paas tere ham kaise aaye.n ) \-2 vi \: ( ham hai.n tumhare sevak bha_iyaa ham hai.n tumhare daas ) \-2 ko \: aa_o saath hamaare aa_o dil kaa bhed miTaa do na_ii mashiino.n se dhan ke Dher ke Dher lagaa do gii \: kyuu.N dukh jhelo praan ga.Nwaavo \-2 aavo merii sharan me.n aavo aavo aavo % #endindian \endsong %