% \startsong \stitle{sitaaro.n kii mahafil me.n ... are dil ne dil ko pukaaraa}% \film{Kaho Naa Pyaar Hai/ Believe In Love}% \year{1999}% \starring{Hritik Roshan, Ameesha Patel, Anupan Kher, Farida Jalal}% \singer{Babul Supriyo, Chorus}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Ibrahim Ashq}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sitaaro.n kii mahafil me.n guu.Njegaa taraanaa ki ho.nTho.n pe aayaa hai dil kaa fasaanaa are dil ne dil ko pukaaraa lo mai.n aayaa milane dubaaraa ma.nzil he he he pyaar tumhaaraa ho ho ho mai.n huu.n saagar tum ho kinaaraa sitaaro.n kii mahafil \threedots ajab shaam hai ye pyaar kii pahaluu me.n sabake yaar hai ajab raat hai jazbaat kii pahaluu me.n pyaar hii pyaar hai ye pyaar tumhaaraa ye pyaar hamaaraa hai Kuub nazaaraa zamaanaa usii kaa hai saaraa zamaanaa ki jisane bhii siikhaa hai pyaar nibhaanaa are dil ne dil ko \threedots kadam aa_e.n hai.n us mo.D pe ham tum hai.n jahaa.n saamane nazar se nazar karane ab lagii baate.n ba.De hii raaz se ye raaz tumhaaraa ye raaz hamaaraa kare hai kyaa ishaaraa nishaane pe dil hai ke dil pe nishaanaa diivaanaa hai apanii hii dhun me.n diivaanaa are dil ne dil ko \threedots % #endindian \endsong