% \startsong \stitle{kyaa yahii pyaar hai ... dil pe chhaane lagaa hai nashaa pyaar kaa}% \film{Kya Yehi Pyaar Hai}% \year{2002}% \starring{Jackie Shroff, Aftab Shivdasani, Ameesha Patel, Anupama Verma}% \singer{Sunidhi Chauhan, KayKay}% \music{Sajid Wajid}% \lyrics{Jaliis Rashid}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kyaa yahii pyaar hai dil pe chhaane lagaa hai nashaa pyaar kaa o dil pe chhaane lagaa hai nashaa pyaar kaa ab to aane lagaa hai mazaa pyaar kaa bekhudii chhaa ga_ii aashiqii aa ga_ii kyaa yahii pyaar hai dil zaraa tuu bataa dil pe chhaane lagaa \threedots merii merii nazar me.n jaaduu jaaduu basaa hai merii har ik adaa kaa tuu hai tuu hai diivaanaa he jaaduu jaaduu jaaduu to teraa mujh pe mujh pe mujh pe chalaa hai usake usake usake asar se mai.n huu.N mai.n huu.N diivaanaa tuu bataa de zaraa tuu bataa de zaraa ye tujhe kyaa hu_aa kyaa yahii pyaar hai \threedots chandaa chandaa chandaa saa jaanaa.n teraa teraa teraa badan hai us pe us pe us pe qayaamat teraa yuu.n hii sharamaanaa teraa teraa sanam ye kaisaa diivaanaapan hai tuune tuune banaayaa yuu.n hii kaisaa afasaanaa pal me.n dil le gayaa kuchh pataa naa chalaa kyaa yahii pyaar hai \threedots % #endindian \endsong