% \startsong \stitle{mujhe jab jab bahaaro.n ... kal chaman thaa aaj ik}% \film{Khandaan}% \year{1965}% \starring{Nutan, Sunil Dutt, Om Prakash}% \singer{Rafi}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10130 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mujhe jab jab bahaaro.n kaa zamaanaa yaad aa_egaa kahii.n apanaa bhii thaa ik aashiyaanaa yaad aa_egaa kal chaman thaa aaj ik saharaa hu_aa dekhate hii dekhate ye kyaa hu_aa kal chaman thaa \threedots mujhako barabaadii kaa ko_ii Gam nahii.n \-2 Gam hai barabaadii kaa kyo.n charchaa hu_aa kal chaman thaa \threedots ek chhoTaa saa thaa meraa aashiyaa.N \-2 aaj tinake se alag tinakaa hu_aa kal chaman thaa \threedots sochataa huu.N apane ghar ko dekhakar \-2 ho na ho ye hai meraa dekhaa hu_aa kal chaman thaa \threedots dekhane vaalo.n ne dekhaa hai dhu_aa.N \-2 kisane dekhaa dil meraa jalataa hu_aa kal chaman thaa \threedots % #endindian \endsong