% \startsong \stitle{muhabbat aur vafaa kii ... chandaa kaa dil TuuT gayaa}% \film{Khoj}% \year{1953}% \starring{Shammi, Mahipal, Satish, Lalita Kumari, Kesari}% \singer{Rafi}% \music{Nisaar Bazmi}% \lyrics{Raja Mehndi Ali Khan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11397 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: This lyrics were printed in Listeners' Bulletin Vol #118 under Geetanjali #108 % \printtitle #indian % muhabbat aur vafaa kii kis qadar tauhiin kii tuune Gunahagaarii yah maasuumii ke badalii mol lii tuune chandaa kaa dil TuuT gayaa rone lage hai.n sitaare dharatii kaa siinaa kaa.Np rahaa hai dekh ke zulm tumhaare jhuuThe pyaar kaa jaal bichhaayaa bholaa thaa pa.nchhii jaal me.n aayaa dhokhebaaz ye mad ke bhare yah zaalim nayan tumhaare chandaa kaa dil TuuT \threedots maathe pe zulm kii bindiyaa lagaa_ii haatho.n me.n Kuun kii meha.ndii lagaa_ii terii paayaliyaa kii chham\-chham me.n kyaa\-kyaa paap pukaare chandaa kaa dil TuuT \threedots jab tujhe duniyaa me.n laayaa hogaa bhagavaan bhii pachhataayaa hogaa nekii kabhii na bhuul ke aa_ii zaalim tere dvaare chandaa kaa dil TuuT \threedots % #endindian \endsong