% \startsong \stitle{kuchh bhii kahegaa ... chandaa maamaa se pyaaraa meraa maamaa}% \film{Kartavya}% \year{1979}% \starring{Dharmendra, Rekha, Vinod Mehra, Nirupa Roy, Aruna Irani}% \singer{Rafi, Usha}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Verma Malik}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11597 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % uu \: kuchh bhii kahegaa to abhii nahii.n jaa_uu.Ngii ho kahii.n nahii.n jaa_uu.Ngii kabhii nahii.n jaa_uu.Ngii ho chandaa maamaa se pyaaraa meraa maamaa o chandaa maamaa se pyaaraa meraa maamaa merii aa.Nkho.n kaa taaraa meraa maamaa meraa maamaa aa_o aaj bane.nge mil ke ham dono.n hamajolii \-2 tum Dhuu.NDho mai.n ( chhup\-chhup jaa_uu.N ) \-2 khele.n aa.Nkh-michaulii kahanaa maanegaaa meraa maamaa o chandaa maamaa se \threedots naa to maa.N kii milii hai mamataa ( naa baapuu kaa saayaa ) \-2 terii god me.n aa baiThii huu.N meraa jiivan sahaaraa meraa maamaa meraa maamaa o chandaa maamaa se \threedots ra \: ek din duulhe raajaa ke sa.ng kahaar bulaa_uu.N apane haatho.n se hii Dolii me.n tujhe biThaa_uu.N ek din mujhako chho.D ke tuu aisii duniyaa me.n jaa_e har ek la.Dakii jahaa.N se vaapas lauT ke phir na aa_e rotaa rahegaa bechaaraa teraa maamaa uu \: o chandaa maamaa se \threedots % #endindian \endsong