% \startsong \stitle{siine me.n sulagataa hai dil ... kaisii hai ye agan}% \film{Laawaaris}% \year{1999}% \starring{Jackie, Dimple, Akshay Khanna, Manisha, Govind Namdeo, Parmeet Sethi}% \singer{Roop Kumar Rathod, Alka Yagink}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Javed Akhtar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % siine me.n sulagataa hai dil Gam se pighalataa hai dil jitane bhii aa.Nsuu hai.n bahe utanaa hii jalataa hai dil kaisii hai ye agan kaisii hai ye jalan kaisii baarish hu_ii jal gayaa hai chaman kaisaa ye sitam ho gayaa paayaa jise thaa vo kho gayaa lagataa hai nasiib meraa hameshaa ke li_e so gayaa kaisii hai ye agan \threedots mai.n huu.N aur yaado.n kii hai.n parachhaa_iiyaa.n Thokare.n hai.n aur hai.n rusavaa_iiyaa.n duur tak kuchh bhii nazar aataa nahii.n har taraf phailii hai.n bas tanhaa_iiyaa.n jalate the jo mere li_e bujh ga_e vo saare diye tuu hii ye bataa de zi.ndagii kab tak ko_ii jiye kaisii hai ye agan \threedots chhaa ga_ii.n Gam kii ghaTaa_e.n kyaa karuu.n ro rahii.n hai.n ye havaa_e.n kyaa karuu.n gholatii thii.n ras jo kaano.n me.n kabhii kho ga_ii hai.n vo sadaa_e.n kyaa karuu.n jaane ab jaanaa hai kahaa.n aa.Nkho.n me.n hai jaise dhu_aa.n milate nahii.n hai.n raaste miT ga_e saare nishaa.n kaisii hai ye agan \threedots % #endindian \endsong