% \startsong \stitle{sapanaa meraa sach ho gayaa ... kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum kaho}% \film{Lamhe}% \year{1991}% \starring{Anil Kapoor, Sridevi, Waheeda Rahman, Anupam Kher}% \singer{Lata, Hariharan}% \music{Shiv Hari}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % sapanaa meraa sach ho gayaa kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum kaho ki maine tumhe.n ye dil de diyaa kabhii mai.n sunuu.n kabhii tum suno ki maine tumhe.n ye dil de diyaa kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum \threedots saath saath ham aas paas yuu.n baiThe rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n paas paas ham saath saath yuu.n baiThe rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum \threedots chalate rahe.n u.Date rahe.n ham bahate rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum \threedots dard\-e\-dil dard\-e\-jigar ham sahate rahe.n ek duusare se yahii kahate rahe.n kabhii mai.n kahuu.n kabhii tum \threedots % #endindian \endsong