% \startsong \stitle{husn vaale vafaa nahii.n karate}% \film{Love In Simla}% \year{1960}% \starring{Joy Mukherji, Sadhana, Azra, Kishor Sahu, Shobhana Samarth}% \singer{Rafi, Shamshad}% \music{Iqbal Qureshi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10251 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: First film of Iqbal Qureshi, Joy Mukherji and Sadhana % \printtitle #indian % ra \: husn vaale vafaa nahii.n karate ye kisii kaa bhalaa nahii.n karate aa \: a ra ra ra ra dil ko thaamanaa ra \: haa.N jii zaraa ho to saamanaa husn vaale vafaa nahii.n karate ye dard dete hai.n lekin davaa nahii.n dete ko \: ( davaa nahii.n dete ) \-2 ra \: churaa to lete hai.n dil phir pataa nahii.n dete ko \: ( pataa nahii.n dete ) \-2 aa \: tumhe.n banaa diyaa aashiq du_aa nahii.n dete ra \: husn vaale vafaa nahii.n \threedots aa \: galii\-galii me.n ye dil le ke ghuumane vaale ko \: ( ye ghuumane vaale ) \-2 aa \: dupaTTaa dekh ke mastii me.n jhuumane vaale ko \: ( ye jhuumane vaale ) \-2 ra \: zamii.n pe rah ke sitaaro.n ko chuumane vaale chiraaG dil ke jalaa do ba.Daa a.ndheraa hai ko \: ( ba.Daa a.ndheraa hai ) \-2 aa \: zaraa sii shaam to ho le abhii saveraa hai ra \: na Taalo aaj hame.n tiisaraa ye pheraa hai % #endindian \endsong