% \startsong \stitle{jab se tuu merii zi.ndagii me.n aayaa ... tere binaa ab mujhe jiinaa nahii.n}% \film{Meeraa Kaa Mohan}% \year{1992}% \starring{Avinash Wadhwan, Ashwini Bhave, Deepak Saraf, Pran, A K Hangal}% \singer{Suresh Wadekar, Anuradha Paudwal}% \music{Arun Paudwal}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jab se tuu merii zi.ndagii me.n aayaa satara.ngii sapane aa.Nkho.n me.n laayaa tere binaa ab mujhe jiinaa nahii.n ho ho saa.Nso.n me.n milan kii ye viiNaa baje saragam mere adharo.n pe saje tere binaa ab mujhe \threedots is jiivan kaa matalab hai kyaa tuune mujhe samajhaa diyaa apanaa tuune maanaa mujhe mujhape ba.Daa ehasaan kiyaa meraa man meraa tan merii dhun teraa sur saathii jiivan tere bin adhuuraa tuu jahaa.n hai merii duniyaa hai.n vahii.n ho ho jab se tuu merii \threedots jho.nke pavan ke paanii ke rele ik duusare ke bin ham akele kis kaam ke ye mausam ye mele mai.n thaam letii huu.N terii baahe.n in raaho.n par dil se nikalakar dil ko ga_ii hai.n nigaahe.n ik duusare pe maranaa pa.Degaa badanaamiyo.n se Daranaa pa.Degaa ab pyaar hamako karanaa pa.Degaa ham pyaar karanaa chaahe.n na chaahe.n % #endindian \endsong