% \startsong \stitle{saare jahaa.N ke saamane ikaraar kar liyaa}% \film{Main Teraa Dushman}% \year{1989}% \starring{Jackie, Jayaprada, Tej Sapru, Rakesh Bedi, Rajesh Khanna, Anupam Kher}% \singer{Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Indivar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % saare jahaa.N ke saamane ikaraar kar liyaa are ab jo ho so ho hamane pyaar kar liyaa aaj tumhe.n jiivan saathii sviikaar kar liyaa are jab jo ho so ho hamane pyaar kar liyaa huur jannat kii tujhako dekhe to husn par tere vo bhii jal jaa_e mai.n to insaa.n huu.N devataa_o.n par ruup kaa tere jaaduu chal jaa_e terii priit me.n rab kaa bhii diidaar kar liyaa saare jahaa.N ke saamane \threedots paas tuu hai jab ko_ii ma.nzil kyaa paas tuu hai jab ko_ii saahil kyaa teraa ghar aa.ngan jab milaa mujhako duniyaa vaalo.n kii ko_ii mahafil kyaa dono.n jahaa.n kii khushiyo.n par adhikaar kar liyaa saare jahaa.N ke saamane \threedots ek pal bhii sahii na jaaye aaj hamase terii duurii duniyaa vaalo.n se le lii terii chaahat kii ma.njuurii ho ho har paradaa uTh jaa_egaa diivaar hai jo TuuTegii re maine manaa liyaa kismat ko tuu mujhase kyaa ruuThegii sabake dil me.n hamane ghar taiyaar kar liyaa saare jahaa.N ke saamane \threedots % #endindian \endsong