% \startsong \stitle{mat bhuul are insaan terii nekii\-badii}% \film{Mastaanaa}% \year{1954}% \starring{Motilal, Nigar Sultana, Kuldeep Kaur, Sundar, Chandrashekhar, Gop}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10579 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mat bhuul are insaan terii nekii\-badii nahii.n usase chhupii sab dekh rahaa bhagavaan mat bhuul are \threedots hai jisane banaayaa miTaa_e vahii phuul\-kaa.NTo.n ko sa.ng\-sa.ng khilaa_e vahii khel jiivan\-maran kaa rachaa_e vahii Daale maaTii ke putale me.n jaan mat bhuul are \threedots jo vidhaataa ne likhii use maan le praaN deve vahii aur vahii praaN le ( tere bas me.n hai kyaa ) \-2 ye zaraa jaan le tuu hai nirbal to vo hai balavaan mat bhuul are \threedots % #endindian \endsong