% \startsong \stitle{bahaaro.n se puuchho mere pyaar ko tum}% \film{Meraa Ghar Mere Bachche}% \year{1960}% \starring{Sohrab Modi, Sulochana, Sudesh Kumar, Kumari Naaz}% \singer{Mukesh, Suman}% \music{Sardar Malik}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10358 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % mu \: bahaaro.n se puuchho mere pyaar ko tum tumhaare taraane ham gaa rahe hai.n su \: nazaaro.n se puuchho mere pyaar ko tum tumhaare li_e ham ji_e jaa rahe hai.n nazaaro.n se puuchho \threedots mu \: agar jaan tum ho to ham bhii to dil hai.n bhare hai.n hazaaro.n muhabbat ke aramaa.n su \: agar tum ho saagar to mai.n bhii huu.N nadiyaa hai.n dono.n dilo.n me.n muhabbat ke tuufaa.n mu \: mere pyaar kaa to kinaaraa nahii.n hai tere pyaar me.n ham bahe jaa rahe hai.n bahaaro.n se puuchho \threedots mu \: ye uudii ghaTaa_e.N mastii luTaa_e.N jaise tumhaarii sharaabii niGaahe.n su \: ye Tha.nDii havaa_e.N bharatii hai.n aahe.n samajho inhe.n tum hamaarii sadaa_e.n mu \: fizaa_o.n me.n dekho baadal nahii.n hai.n ye aa.Nchal tumhaare hii laharaa rahe hai.n do \: bahaaro.n se puuchho \threedots % #endindian \endsong