% \startsong \stitle{do nainaa aur ik kahaanii}% \film{Maasoom}% \year{1982}% \starring{Naseeruddin Shah, Saeed Jaffrey, Shabana Azmi, Supriya Pathak, Jugal Hansraj, Urmila Matondkar}% \singer{Aarti Mukherjii}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12175 [V S Rawat] % \printtitle #indian % do nainaa aur ek kahaanii \-2 tho.Daa saa baadal tho.Daa saa paanii aur ek kahaanii do nainaa aur ek kahaanii tho.Daa saa baadal tho.Daa saa paanii aur ek kahaanii do nainaa aur ek kahaanii chhoTii sii do jhiilo.n me.n wo bahatii rahatii hai o chhoTii sii do jhiilo.n me.n wo bahatii rahatii hai ko_ii sune yaa naa sune kahatii rahatii hai kuchh likh ke aur kuchh zubaanii ho tho.Daa saa baadal tho.Daa saa paanii aur ek kahaanii do nainaa aur ek kahaanii tho.Dii sii hai jaanii hu_ii tho.Dii sii na_ii o tho.Dii sii hai jaanii hu_ii tho.Dii sii na_ii jahaa.N ruke aa.Nsuu wahii.n purii ho ga_ii hai to na_ii phir bhii hai puraanii ho tho.Daa saa baadal tho.Daa saa paanii aur ek kahaanii do nainaa aur ek kahaanii ek Katm ho to duusarii raat aa jaatii hai o ek Katm ho to duusarii raat aa jaatii hai ho.nTho.n pe phir bhuulii hu_ii baat aa jaatii hai do naino.n kii hai ye kahaanii ho tho.Daa saa baadal tho.Daa saa paanii aur ek kahaanii do nainaa aur ek kahaanii % #endindian \endsong