% \startsong \stitle{e musavvir tere haatho.n ... kuchh aisii pyaarii shakl}% \film{Naya Kanoon}% \year{1965}% \starring{Ashok Kumar, Vyjayantimala, Bharat Bhushan, Purnima, Nishi}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10585 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % e musavvir tere haatho.n kii balaa_e.N le luu.N Kuub tasviir banaa_ii mere bahalaane ko kuchh aisii pyaarii shakl mere dilarubaa kii hai jo dekhataa hai kahataa hai qudarat Kudaa kii hai kuchh aisii pyaarii \threedots is saadaGii ko kyaa hai zaruurat si.ngaar kii diivaanii khud hai is par javaanii bahaar kii duniyaa me.n dhuum usake hii naaz\-o\-adaa kii hai jo dekhataa hai \threedots nazaro.n ke ek tiir se sa.nsaar jii uThe zulfo.n kii chhaa.Nv Daal de biimaar jii uThe aa.Nchal ke taar me.n Tha.nDak havaa kii hai jo dekhataa hai \threedots saayaa nahii.n hai jisakaa yahii hai vo naazanii.n aisaa zamiin par ko_ii aayaa nahii.n hasii.n gaalo.n pe jo bhii ra.ng hai laalii hayaa kii hai jo dekhataa hai \threedots % #endindian \endsong