% \startsong \stitle{chaa.Nd saa lallaa ghar aayaa hai}% \film{Pyaar Koi Khel Nahin}% \year{1999}% \starring{Sunny Deol, Mahima Chaudhary, Apurva Agnihotri}% \singer{Sudesh Bhonsale, Chorus}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Idrees}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % haay haay mubaarak ho mubaarak ho haay la.Dakaa hu_aa hai haay chaa.Nd saa lallaa ghar aayaa hai haay mai.n vaarii jaa_uu.n aasamaa.n se utar kar kamar aa gayaa chaa.Nd saa lallaa maa.N tere ghar aa gayaa ab masarrat kii baaje.ngii shahanaa_iiyaa.n aur phuulo.n se mahake.ngii a.nganaa_iiyaa.n terii nazaro.n kaa ai jamiilaa zaraa jam ke hilaa terii nazaro.n kaa nuur\-e\-nazar aa gayaa chaa.Nd saa lallaa \threedots haay tumako hamaarii umar lag jaa_e maa.N husn ke tere ye aks hai.n gahare baap aur beTe ke ek jaise chehare munne ke abbaa haay haay tum kahaa.n the ab tak haay haay chho.De.nge na tumako haay haay kuchh mile na jab tak haay haay munne kii ammaa haay haay shauhar ko bolo haay haay kuchh gaa.nTh rupayo.n kii haay haay jaldii se kholo haay haay munne ke abbaa jii aise naa bolo haay haay sab gher lo milakar haay haay are jeb TaTolo haay haay are naach naach ke apanaa nikal gayaa ##juice## are munne teraa abbbaa ba.Daa hii ka.njuus biich vaalo.n kaa ai maaTii milii zaraa uchhaal biich vaalo.n kaa dekho juluus aa gayaa chaa.Nd saa lallaa \threedots % #endindian \endsong