% \startsong \stitle{terii panaah me.n hame.n rakhanaa}% \film{Panaah}% \year{1992}% \starring{Naseeruddin, Siddartha, Jeet Upendra, Praveen Kumar, Pallavi Joshi}% \singer{Sadhana Sargam, Udit Narayan, Vikky, Sarika, Chorus}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Visheshwar Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % terii panaah me.n hame.n rakhanaa siikhe.n ham nek raah par chalanaa kapaT karam chorii be_iimaanii aur hi.nsaa se hamako bachaanaa nirmal ga.ngaajal hii banaanaa apanii nigaah me.n hame.n rakhanaa terii panaah me.n \threedots xamaavaan ko_ii tujhasaa nahii.n aur mujhasaa nahii.n ko_ii aparaadhii puNy kii nagarii me.n bhii maine paapo.n kii gaTharii hii baa.ndhii ho ho ho karuNaa kii chhaa.Nv me.n hame.n rakhanaa terii panaah me.n \threedots milaa ujaalaa lekin kaalii raat naa ab tak piichhaa chho.De mujhase do kadam aage meraa pichhalaa karam sadaa kyo.n dau.De Kaarij gunaah se hame.n rakhanaa terii panaah me.n \threedots ko_ii naa jaane kal tuu kahaa.n par kaise aur kis ruup me.n aa_e ham in nekii ke bando.n me.n tere hii prabhu darshan paave.n charaNo.n kii chaah me.n hame.n rakhanaa terii panaah me.n \threedots % #endindian \endsong