% \startsong \stitle{husn vaale husn kaa anjaam dekh}% \film{Qawali Ki Raat}% \year{1964}% \starring{Kumkum, Kanwaljeet, Mumtaz, Deven Verma, Jagdeep, Mohan Choti}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Iqbal Qureshi}% \lyrics{Shevan Rizvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10255 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % husn vaale husn kaa anjaam dekh Duubate suuraj ko vaqt\-e\-shaam dekh subah ke suuraj kaa bhii a.ndaaz dekh bhuul jaa anjaam ko aaGaaz dekh dil kii dha.Dakan dard kaa saamaan huu.N husn kaa uThataa hu_aa tuufaan huu.N ahal\-e\-dil haTate nahii.n maidaan se khelane nikalaa huu.N mai.n tuufaan se husn ke jalavo.n se shaayad tuu abhii anajaan hai subah ke suuraj kaa \threedots dekhe jo mujhako jaahid kaabe ko bhuul jaa_e kaashii ko jaane vaalaa kaashii se palaT jaa_e kaashii bhii terii mujhame.n kaabaa bhii teraa mujhame.n jo mujhape nazar Daale kaashii bhii nazar aa_e jo mujhape nazar Daale kaabaa bhii nazar aa_e kaashii bhii nazar aa_e kaabaa bhii nazar aa_e husn ke jalavo.n se ishq se Takaraa_e husn vaale husn kaa \threedots % #endindian \endsong