% \startsong \stitle{khullam khullaa pyaar kare.n kare.n kabhii chorii se}% \film{Road}% \year{2002}% \starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}% \singer{Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Akhilesh Sharma}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % khullam khullaa pyaar kare.n kare.n kabhii chorii se le ke tujh ko saath chale.n jahaa.N ke paar kahii.n pe kabhii to mohabbat kabhii to hai lafa.Daa ko_ii yahaa.N halkaa ko_ii yahaa.N taga.Daa ai ##Time Time## kii baat hai pyaare mai.n raga.Daa yaa tuu raga.Daa chalaa karegaa saath me.n ye sab saath rahe.nge do dil jab tak sa.ng tere kabhii sa.ng mere kaisii kaisii aa.Nkh michaulii nikal le bha_iye sambhal le bha_iye nikal le bha_iye re.a nahale pe dahalaa pa.D jaa_e pa.De soch me.n nahalaa ko_ii naa jaane kaun aakharii kaun yahaa.N par pahalaa lage yahaa.N jo daa.Nv kabhii duniyaa muTThii me.n ho jaa_e are piTe jo moharaa qismat kaa to sab miTTii me.n mil jaa_e.a khel ba.Daa hai ajab niraalaa tho.Daa ga.Daba.D tho.Daa jhaalaa samajh sake to samajh le yaaraa jiivan jaise ek ThiTholii jaan jaan kar hamane jaanaa bas itanaa hii jaanaa chaar dino.n kaa chakkar saaraa kyaa apanaa kyaa begaanaa khaTTii miiThii taqaraare.n sab ye to chalatii rahatii hai.n pyaar kii baate.n lekin phir bhii dil me.n palatii rahatii hai.n pyaar se hai ye duniyaa pyaarii aur to jhuuThii duniyaadaarii solah aanaa baat hai sachchii dil pe rakh kar ham ne taulii % #endindian \endsong