% \startsong \stitle{puuchho zaraa puuchho mujhe kyaa hu_aa hai}% \film{Raajaa Hindustaani}% \year{1996}% \starring{Aamir, Karisma, Suresh Oberoi, Johny Lever, Navneet Nishan, Farida}% \singer{Kumar Sanu, Alka Yagnik}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % puuchho zaraa puuchho mujhe kyaa hu_aa hai kaisii bekaraarii hai kaisaa nashaa hai tum se dil lagaane kii sazaa hai raajaa jii tum se dil \threedots ruuThaa hai kyuu.n raajaa mujhase khafaa hai kaisii berukhii hai mere dil ko pataa hai tum se dil lagaane \threedots kaa.NTe ho.n yaa kaliyaa.n ho.n bas mahabuub kii galiyaa.n ho.n saath tumhaare chalanaa hai ishq kii aag me.n jalanaa hai chiir ke dekho dil meraa isape likhaa hai naam teraa diivaanagii kyaa chiiz hai diivaano.n ko bas hai pataa puuchho zaraa puuchho \threedots chho.D ke tumako kidhar jaa_e.n ham to tere bin mar jaa_e.n jii karataa kuchh kar jaa_e.n pyaar me.n had se guzar jaa_e.n ham vo nahii.n jo Dar jaa_e.n vaadaa karake mukar jaa_e.n is pyaar kaa takaraar kaa chaahat kaa hai apanaa mazaa puuchho zaraa puuchho \threedots % #endindian \endsong