% \startsong \stitle{aanaa to sajanii din ko aanaa ... sapano.n me.n aake}% \film{Raaton Ka Raja}% \year{1970}% \starring{Dheeraj, Vaishali, Jaishri T, Shatrughan Sinha}% \singer{Rafi}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10796 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % aanaa to sajanii din ko aanaa sapano.n me.n aake sataanaa naa din ko jab gul khile merii jaa.N tuu mile phir adaa kaa Kazaanaa aake mujhape luTaanaa par ye guzaarish sunatii jaanaa sapano.n me.n aake \threedots dekh le zaalim ye ta.Dapanaa meraa merii ni.ndiyaa kii chorii tuune kii o chakorii haay mujhe kar ke diivaanaa sapano.n me.n aake \threedots tere jalave hazaar tuu hai jaan\-e\-bahaar leke aa.Nchal kii chhai.nyaa kahiyo o more sai.nyaa jaaguu.N to chaahe jo faramaanaa sapano.n me.n aake \threedots % #endindian \endsong